SEARCH RESULTS
Showing search results for "supurd-daar"
Ghazal MATCHES FOR "supurd-daar"
Ghazal
Zafar Anwar
Ghazal
kii supurd-e-dar-e-but-KHaana ajal ne mirii KHaak
kis ko sau.npaa mujhe zaalim ne KHudaa ke badle
Fani Badayuni
Ghazal
apnii Gazal ko KHuun kaa sailaab le gayaa
aa.nkhe.n rahii.n khulii kii khulii KHvaab le gayaa
Farooq Nazki
Ghazal
fasl-e-gul kaa har taqaaza muurid-e-ilzaam hai
apne mansab ko samajhnaa baaGbaa.n kaa kaam hai
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
niyaaz-o-ijz mujhe naaz-e-sang-e-dar se milaa
ba-qadr-e-zarf milaa jo tirii nazar se milaa
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
KHush huu.n ki zindagii ne ko.ii kaam kar diyaa
mujh ko supurd-e-gardish-e-ayyaam kar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kyaa kyaa supurd-e-KHaak hu.e naamvar tamaam
ik roz sab ko karnaa hai apnaa safar tamaam
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
kabhii bhulaa ke kabhii us ko yaad kar ke mujhe
'jamaal' qarz chukaane hai.n 'umr bhar ke mujhe
Jamal Ehsani
Ghazal
ham ne KHayaal-e-saKHtii-e-jaada nahii.n kiyaa
tark-e-safar kaa ko.ii iraada nahii.n kiyaa
Muhib Wafa
Ghazal
zindagii zahr kaa ik jaam hu.ii jaatii hai
kyaa se kyaa ye mai-e-gulfaam hu.ii jaatii hai
Nihal Sevharvi
Ghazal
yahii bazm-e-aish hogii yahii daur-e-jaam hogaa
magar aaj kaa tasavvur yahaa.n kal haraam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
josh-e-junuu.n ko ko.ii bhii paimaana chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
aa.nkho.n me.n ko.ii raat mukammal guzar ga.ii
aa.ii sahar hayaat 'azaabo.n se bhar ga.ii