SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma.ii"
Ghazal MATCHES FOR "surma.ii"
Ghazal
parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai
surma.ii ujaalaa hai champa.ii a.ndheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
surma.ii shaam hai mausam hai suhaanaa aanaa
is se pahle ki mai.n ho jaa.uu.n fasaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
raat phailii hai tere surma.ii aa.nchal kii tarah
chaa.nd niklaa hai tujhe Dhuu.nDne paagal kii tarah
Kaleem Usmani
Ghazal
ye surma.ii fazaa.o.n kii kunmunaahaTe.n
miltii hai.n mujh ko pichhle pahar terii aahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shaam ke tan par sajii jo surma.ii poshaak hai
ham charaaGo.n kii faqat ye raushnii poshaak hai
A.R. Sahil 'Aleeg'
Ghazal
yak-ba-yak manzar-e-hastii kaa nayaa ho jaanaa
dhuup me.n surma.ii miTTii kaa haraa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
surma.ii aa.nkho.n ke niiche phuul se khilne lage
kahte kahte kuchh kisii kaa sochnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Shorish kashmiri
Ghazal
dil ko har surma.ii rut me.n yahii samjhaate hai.n
aise mausam ka.ii aate hai.n guzar jaate hai.n
Azra Naqvi
Ghazal
ye surma.ii aafaaq ye sham.o.n ke dhundalke
aa jaa.o bhii yaado.n ke jharoko.n se nikal ke
Riyasat Ali Taj
Ghazal
dhanak me.n sar the tirii shaal ke churaa.e hu.e
mai.n surma.ii thaa sar-e-shaam gungunaa.e hu.e
Afzaal Naveed
Ghazal
surma.ii aa.nkh hasii.n jism gulaabii chehraa
is ko kahte hai.n kitaabat pe kitaabat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
surma.ii dhuup me.n din saa nahii.n hone paataa
dhund vo hai ki ujaalaa nahii.n hone paataa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
champa.ii sub.he.n piilii do-pahre.n surma.ii shaame.n
din Dhalne se pahle kitne rang badaltaa hai
Ameer Imam
Ghazal
surma.ii aa.nkho.n kuu.n kyaa surme sii.n kaam
naahaq un par tuutiyaa karte ho tum