SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-zan"
Ghazal MATCHES FOR "suu-e-zan"
Ghazal
mai.n aise shaKHs kii aa.nkho.n ko paak samjhuu.ngaa
nazar jo suu-e-zan-e-KHuub-ruu nahii.n kartaa
Ibrahim Noori
Ghazal
haqiiqate.n ki jo dekhii hai.n kitnii aa.nkho.n ne
'nazar' kahe.n to ise suu-e-zan kahaa jaa.e
Arshad Nazar
Ghazal
kal ke liye kar aaj na KHissat sharaab me.n
ye suu-e-zan hai saaqi-e-kausar ke baab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye aur baat nahii.n suu-e-zan kisii se mujhe
ye baat bhii hai ki mardum-shanaas huu.n bhii nahii.n
Bazm Ansari
Ghazal
Bekhud Badayuni
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
is darja suu-e-zan hai har baat dil shikan hai
laa.e kahaa.n se har din ik dil nayaa ba-dil-giir
Noor Jahan Begam Noor
Ghazal
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ho ga.ii hai sho.ala-zan har shaaKH-e-gul
ba.Dh rahe the haath jo tharraa ga.e
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
zaraa sii der Thahar jaa.o jugnu.o.n aa kar
hamaare ghar me.n charaaGo.n kii raushnii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
suu-e-dariyaa KHanda-zan vo yaar-e-jaanii phir gayaa
motiyo.n kii aabruu par aaj paanii phir gayaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
suu-e-nigaar-o-suu-e-shahr-e-zar-nigaar chale.n
qalandraan-e-havasnaak-o-paak-baaz ke saath