SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.ammul"
Ghazal MATCHES FOR "ta.ammul"
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
'irfaan' maan.ne me.n ta.ammul tujhe hii thaa
mai.n ne to ye hamesha kahaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
kyaa ta.ammul hai mire qatl me.n ai baazuu-e-yaar
ek hii vaar me.n sar tan se judaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ham-zaanuu-e-ta.ammul o ham-jalva-gaah-e-gul
aa.iina-band KHalvat-o-mahfil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
hai adam me.n Guncha mahv-e-ibrat-e-anjaam-e-gul
yak-jahaa.n zaanuu ta.ammul dar-qafaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
qaul dene me.n ta.ammul na qasam se inkaar
ham ko sachchaa nazar aataa ko.ii iqraar nahii.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
agarche sahl hai.n par diidanii hai.n ham bhii 'miir'
udhar ko yaar ta.ammul se gar nigaah kare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
rakhnaa na thaa qadam yaa.n juu.n baad be-taammul
sair is jahaa.n kii rahrav par tuu ne sarsarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo merii baato.n ko maantaa thaa bilaa-ta.aamul
suno use ab savaal karne bhii aa ga.e hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
hairaa.n hai.n us dahan ke aziizaan-e-KHurda-bii.n
ye bhii maqaam haa.e ta.ammul talab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
bas ai nigaar-e-ziist yaqii.n aa gayaa hame.n
ye terii be-ruKHii ye ta.ammul na jaa.egaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
dil ke dene me.n ta.ammul hame.n hotaa kyuu.n-kar
ye hasiino.n kii amaanat thii nigahbaa.n ham the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ai KHaana-bar-andaaz-e-chaman tho.Daa ta.ammul
miltii nahii.n shaaKH-e-gul-e-tar vaqt se pahle
Turfa Qureshi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
qaid-e-Gam se kahii.n aazaad bhii ho jaan-e-hazii.n
qatl karne me.n taamul mire jallaad na kar