SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa.ir-e-be-par"
Ghazal MATCHES FOR "taa.ir-e-be-par"
Ghazal
parvaaziyo.n kii sharh nazar tak na kar sakii
lekin KHayaal-e-taa.ir-e-be-par kahaa gayaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Guhar Khairabadi
Ghazal
taa.ir-e-be-par bache kyaa daam se sayyaad ke
zad me.n jab saarii fazaa-e-gulsitaa.n tak aa ga.ii
Muslim Maleganwi
Ghazal
hai mo.ajiza ki vo sidra maqaam tak pahu.nchaa
jo ek taa.ir-e-be-baal-o-par milaa thaa mujhe
Basheer Dada
Ghazal
qafas ko le ke jo u.Daa jaa.e gulistaa.n kii taraf
vo azm taa.ir-e-be-baal-o-par me.n rakkhaa jaa.e
Amanullah Khalid
Ghazal
is bebasii me.n shauq kii parvaaz dekhiye
le hii u.Daa huu.n taa.ir-e-be-baal-o-par ko mai.n
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
auj-e-maqaam-e-dost pe apnaa guzar kahaa.n
shaayaan-e-sidra taa.ir-e-be-baal-o-par kahaa.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ai taa.ir-e-be-parva bedaarii-o-aagaahii
hai.n daam bhii poshiida bikhre hu.e daano.n me.n
Majid Deobandi
Ghazal
ghar se jo duur hai apno.n se alag mulk-badar
isti.aare ke liye taair-e-be-ghar Thahraa
Kaneez Fatima Kiran
Ghazal
Rahbar sultani
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
huu.n taa.ir-e-be-baam charaaG-e-sar-e-sahraa
ummiid-e-karam hai na mujhe shikva-e-bedaad
Shohrat Bukhari
Ghazal
amrit-buu.nd aasmaan se Tapkaa paanii
garm tave par ek parinda-e-be-par pyaas
Krishna Kumar Toor
Ghazal
Khalid Abrar
Ghazal
Tufail Ahmad Madni
Ghazal
naavak-e-be-par agar hai us kii mizhgaan-e-daraaz
qaus kyo.n samjhe na aashiq abruu-e-KHamdaar ko
Ibraheem Aajiz
Ghazal
ba-zaahir us ke labo.n par ha.nsii rahii lekin
dam-e-vidaa.a vo dar-parda be-qaraar bhii thaa