SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa.ng"
Ghazal MATCHES FOR "taa.ng"
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ziist se ta.ng ho ai 'daaG' to jiite kyuu.n ho
jaan pyaarii bhii nahii.n jaan se jaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kahaa.n kaa sabr ki dam par hai ban ga.ii zaalim
ba tang aa.e to haal-e-dil aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ta.ng aaGosh me.n aabaad karuu.ngaa tujh ko
huu.n bahut shaad ki naashaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
kam-zarfii-e-hayaat se tang aa gayaa thaa mai.n
achchhaa hu.aa qazaa se mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
nashsha-e-ishq kaa gar zarf diyaa thaa mujh ko
umr kaa ta.ng na paimaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pha.nstaa nahii.n parinda hai bhii isii fazaa me.n
ta.ng aa gayaa huu.n dil ko yuu.n daam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
mujaavaraan-e-havas ta.ng hai.n ki yuu.n kaise
baGair sharm-o-hayaa bhii hayaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
ai rang ra.ng me.n aa aaGosh-e-ta.ng me.n aa
baate.n hii rang kii hai.n ra.ngat nahii.n hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
sub.h ko ta.ng kiyaa KHud pe zaruurat kaa hisaar
shaam ko phir isii mushkil se nikalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
ta.ngi-e-dil kaa gila kyaa ye vo kaafir-dil hai
ki agar ta.ng na hotaa to pareshaa.n hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ta.ng aa ga.e hai.n kyaa kare.n is zindagii se ham
ghabraa ke puuchhte hai.n akele me.n jii se ham
Bismil Azimabadi
Ghazal
mire junuun-e-parastish se ta.ng aa ga.e log
sunaa hai band kiye jaa rahe hai.n but-KHaane
Kaifi Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo teraa rog bhii hai aur tiraa ilaaj bhii hai
usii ko Dhuu.nD jise ta.ng aa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
chaaro.n taraf se mujh pe zamii.n ta.ng kii ga.ii
kahne ko aasmaan me.n rakkhaa gayaa mujhe