SEARCH RESULTS
Showing search results for "taab-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "taab-e-dil"
Ghazal
ubhar ke zaKHm-e-vafaa aa ga.e hai.n aa.nkho.n me.n
vo haal shiisha-e-dil kii shikastagii kaa hai
Tab Aslam
Ghazal
guzar rahe hai.n ye kis pul-siraat se ham log
ki dil me.n 'taab' gumaa.n tak nahii.n hai jiine kaa
Tab Aslam
Ghazal
daastaa.n Gam kii use 'taab' sunaate kyuu.n ho
kab rag-e-sa.ng se KHuu.n kaa kabhii dhaaraa niklaa
Tab Aslam
Ghazal
KHaamoshiyo.n kii aag me.n jaltaa hai mai-kada
dil-daadgaan-e-sho.ala-ruKHaa.n kuchh na kuchh to ho
Tab Aslam
Ghazal
'taab' agar patthar hai.n chashm-o-gosh mire
sannaaTe kii chiiKH sunuu.ngaa kaise mai.n
Tab Aslam
Ghazal
uns kyuu.nkar na ho ai dil mujhe viiraano.n se
har KHaraabe me.n miraa ghar nazar aataa hai mujhe
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' us kii yaad hai goyaa usii kaa aa.ina
muzda-e-jaa.n-baKHsh bhii chaltii hu.ii shamshiir bhii
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
rah gayaa KHvaab-e-dil-aaraam adhuuraa kis kaa
Dhal ga.ii shab to khulaa hai ye dariicha kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' inhe.n idraak kahaa.n namratiyo.n kaa
jo kahte hai.n pal bhar me.n bayaabaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
dekhaa thaa KHvaab me.n unhe.n naadim to kyaa kahe.n
kyuu.n ab tak aa rahaa hai pasiina KHayaal me.n
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' bahut KHaraab hai.n haalaat shahr ke
yaa.n jis kisii se baat karo muKHtasar karo