SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalib-ilm-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "taalib-ilm-e-mohabbat"
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
aalaam-e-mohabbat se jii chhuuT ga.e ho.nge
maaluum nahii.n kitne dil TuuT ga.e ho.nge
Hairat shimlavii
Ghazal
tilism-e-ism-e-mohabbat hai darpai-e-dar-e-dil
ko.ii bataa.e ab us kaa kare to kyaa kare dil
Ayub Khawar
Ghazal
hai aur ilm o adab maktab-e-mohabbat me.n
ki hai vahaa.n kaa moallim judaa adiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kahaa.n ke ishq-o-mohabbat kahaa.n ke ilm-o-hunar
KHumaar-e-shauq ziyaada hai aagahii kam hai
Nami Ansari
Ghazal
taalib-e-ishq-o-mohabbat hai.n na puuchho ham se
shab kahaa.n sub.h kahaa.n shaam kahaa.n hotii hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
usii se daad kaa taalib huu.n ruu-ba-ruu jis ke
bayaan-e-dard-e-mohabbat bhii ik fasaana hu.aa
Saleem Ahmed
Ghazal
chaman-e-ishq-o-mohabbat me.n ba-saan-e-nargis
aa.nkh hasrat se khulii taalib-e-diidaar kii thii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
kam-zarf-e-mohabbat bhii hai.n bedaad ke taalib
kyaa aur bhii arzaanii-e-bedaad karoge
Altaf Mashhadi
Ghazal
kab taalib-e-raahat hu.e zaKHmii-e-mohabbat
marham kii jo haajat hu.ii tezaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hai.n laazim-o-malzuum baham husn o mohabbat
ham hote na taalib jo vo matluub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Santosh Singh Shekhar
Ghazal
taalib hai.n dil se husn-e-mohabbat-fazaa ke ham
is se ziyaada aur tujhe KHuub-ruu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kaniiz-e-aal-e-mohammad agar mai.n kahlaa.uu.n
visaal un se hii hogaa miraa visaal ke baad