SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaz"
Ghazal MATCHES FOR "taaz"
Ghazal
manzile.n gard kii maanind u.Dii jaatii hai.n
ablaq-e-dahr kuchh andaaz-e-tag-o-taaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aaj tak us kii mohabbat kaa nasha taarii hai
phuul baaqii nahii.n KHushbuu kaa safar jaarii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
ba-shikanj justujuu-haa ba-saraab-e-guftuguu-haa
tag-o-taaz-e-aarzuu-haa ba-fareb-e-shaad-maanii
Mirza Ghalib
Ghazal
goyaa zamiin kam thii tag-o-taaz ke liye
paimaa.ish-e-nujuum-o-qamar kar rahe hai.n ham
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sa.nvaa.nryaa hai man-mohniyaa.n apne tii.n
piyaa kuu.n ainuu suu.n turuk taaz hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
achchhe mausam me.n tag-o-taaz bhii kar letaa huu.n
par nikal aate hai.n parvaaz bhii kar letaa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
din bhar kisii diivaar ke saa.e me.n tag-o-taaz
shab justujuu-e-chaadar-e-mahtaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
na so.e nii.nd bhar is ta.ngnaa me.n taa na muu.e
ki aah jaa na thii paa ke daraaz karne ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh to rah jaa.e tag-o-taaz talab me.n baaqii
vahm apnaa rahe yaa us kaa gumaa.n rah jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
is ke halqe me.n tag-o-taaz kii vus.at hai bahut
aahuu-e-shahr mirii baa.nho.n kii zanjiir me.n aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n dozaKH-e-jaa.n me.n bhii rahaa mahv-e-tag-o-taaz
yuu.n kahne ko is 'umr kaa har lamha nayaa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
tausan-e-naaz ko phe.nke hai vo jis dam sarpaT
log kyaa kyaa na tag-o-taaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kab mujhe taala-e-naa-saaz pe ronaa aayaa
dil-e-naadaa.n kii tag-o-taaz pe ronaa aayaa
Shaghil Qadri
Ghazal
mahv-e-parvaaz hai us auj pe bhii meraa KHayaal
jis bulandii pe farishto.n kii tag-o-taaz nahii.n
Kashfi Lucknavi
Ghazal
apnaa kirdaar nibhaane kii tag-o-taaz me.n 'zeb'
ham kahaanii se fasaane kii taraf lauT aa.e
Aurang zeb
Ghazal
mai.n dozaKH-e-jaa.n me.n bhii rahaa mahv-e-tag-o-taaz
ai KHaaliq-e-aflaaq tujhe to ye pataa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
is bazm me.n na hosh rahegaa zaraa mujhe
ai shauq-e-harza-taaz kahaa.n le chalaa mujhe