SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabah"
Ghazal MATCHES FOR "tabah"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa-e-dil tabaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
sarf-e-nigaah-o-aah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil kaa thaa ek mudda.aa jis ne tabaah kar diyaa
dil me.n thii ek hii to baat vo jo faqat sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
davaa se faa.eda maqsuud thaa hii kab ki faqat
davaa ke shauq me.n sehat tabaah kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
ye aa.ino.n kii tarah dekh-bhaal chaahte hai.n
ki dil bhii TuuTe.n to phir se ju.Daa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
phir ko.ii KHvaab dekhuu.n ko.ii aarzuu karuu.n
ab ai dil-e-tabaah tiraa kyaa KHayaal hai
Javed Akhtar
Ghazal
tabaah kar ga.ii pakke makaan kii KHvaahish
mai.n apne gaa.nv ke kachche makaan se bhii gayaa
Shahid Kabir
Ghazal
tabaah ho ke bhii rahtaa hai dil ko dha.Dkaa saa
ki raa.egaa.n na chalii jaa.e raa.egaanii mirii
Abbas Tabish
Ghazal
ab ai dil-e-tabaah tiraa kyaa KHayaal hai
ham to chale the kaakul-e-giitii sa.nvaarne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo to kal der talak dekhtaa iidhar ko rahaa
ham se hii haal-e-tabaah apnaa dikhaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zaraa sii baat pe har rasm to.D aayaa thaa
dil-e-tabaah ne bhii kyaa mizaaj paayaa thaa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
us se dil-e-tabaah kii ruudaad kyaa kahuu.n
jo ye na sun sake ki zamaana KHaraab hai