SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabah"
Nazm MATCHES FOR "tabah"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
taa-abad shahr-e-sitam jis se tabah ho jaa.e.n
itnaa taariik ki shamshaan kii shab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
tum us kii yaad bhulaa do ki bevafaa hai vo
har ek dil nahii.n hotaa tumhaare dil kii tarah
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
muflisi
jab aadmii ke haal pe aatii hai muflisii
kis kis tarah se us ko sataatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
chehre kaa rang haalat-e-dil kholne lagaa
har muu-e-tan zabaa.n kii tarah bolne lagaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
isi do-rahe par
aur ye ahd kiyaa thaa ki ba-ii.n haal-e-tabaah
ab kabhii pyaar bhare giit nahii.n gaa.u.ngaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
husn aur mazduri
naazniino.n kaa ye aalam maathar-e-hind aah aah
kis ke jaur-e-naa-ravaa ne kar diyaa tujh ko tabaah?
Josh Malihabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
sayyad se aaj hazrat-e-vaa.iz ne ye kahaa
charchaa hai jaa-ba-jaa tire haal-e-tabaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
ek bewafa ke nam
merii hii tarah kashti-e-dil ho tirii tabaah
tuufaan itne zor kaa uTThe KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
tere baad
mirii nigaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
dil-e-tabaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
dil-o-dimaaG ko ro luu.ngaa aah kar luu.ngaa
tumhaare ishq me.n sab kuchh tabaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
hubb-e-watan
kab tak shab-e-siyaah me.n aalam tabaah ho
ai aaftaab idhar bhii karam kii nigaah ho
Mohammad Husain Azad
Nazm
arz-e-watan
KHuluus aaj paamaal hai aur tabaah
usuul aaj daryuuza-KHvaah-e-panaah
Arsh Malsiyani
Nazm
baDe shahar ka KHwab
ba.De shahar kii chaah me.n, jaane kitne tabaah hu.e
kitne ruuThe apno.n se
Perwaiz Shaharyar
Nazm
jang se hoga kuchh nahin hasil
lahuu bahegaa jale.nge makaan logo ke
tabaah ho.nge bas is se jahaan logo ke