SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabqa"
Ghazal MATCHES FOR "tabqa"
Ghazal
ek tabqa to ka.ii nasl se is duniyaa se
KHvaab aa.nkho.n me.n sajaataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
ye uupar kaa tabqa KHalaa hii KHalaa hai
havaa o havas ke Gubaare chalaa chal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tabqa-e-KHaak me.n hai aalam-e-KHaaosh-aabaad
jis ko barbaad samajhte ho vo barbaad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ham bhii aaKHir hai.n yake-az-mutavassit tabqa
maut ke baad bhii biimaar samajhiye ham ko
Fuzail Jafri
Ghazal
safed-posho.n kii tauqiir ke tahaffuz me.n
hamaare shahr kaa tabqa ba.Daa nikal aayaa
Hasan Nizami
Ghazal
Mushtaque Ahzan
Ghazal
misre pe un ke misra-e-qad kaa gumaa.n hu.aa
ik tabqa bait kaa tabaq-e-aasmaa.n hu.aa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
rago.n me.n dau.Dte phirne ke ham nahii.n qaa.il
jab aa.nkh hii se na Tapkaa to phir lahuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ab to KHurshiid ko guzre hu.e sadiyaa.n guzrii.n
ab use Dhuu.nDne mai.n taa-ba-sahar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Meeraji
Ghazal
vo ik jamaal jalvaa-fishaa.n hai zamii.n zamii.n
mai.n taa-ba-aasmaa.n na hu.aa kuchh nahii.n hu.aa
Jaun Eliya
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ek aalam nazar aa.egaa giraftaar tumhe.n
apne gesuu-e-rasaa taa-ba-kamar jaane do