SEARCH RESULTS
Showing search results for "tad"
Ghazal MATCHES FOR "tad"
Ghazal
zabaa.n tak jo na aa.e vo mohabbat aur hotii hai
fasaana aur hotaa hai haqiiqat aur hotii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
manzuur ho na paas hamaaraa to haif hai
aa.e hai.n aaj duur se ham tujh ko taa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab apne duusre phere ke intizaar me.n huu.n
jahaa.n jahaa.n mire dushman hai.n taa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
chaahat hamaarii taa.Dte hai.n vaa.n ke taa.D-baaz
tis par hanuuz KHuub tarah dil lagaa na thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hashr ko us ne chun liye 'daaG' gunaahgaar-e-ishq
taa.D ga.ii hazaar me.n us kii nazar alag-alag
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo mujh se kah rahe hai.n ishaaro.n me.n dekhnaa
sab taa.D jaa.e.nge sar-e-mahfil jo aah kii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Gusse se kuchh kahuu.n to vo kis tarah chup rahe
ik baat kaa jo shaam se de taa-sahar javaab