SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafriiq"
Ghazal MATCHES FOR "tafriiq"
Ghazal
tafriiq rahne diijiyo taariif-o-tanz me.n
ab ke sharaab zahr milaa kar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ye husn-o-ishq kii tafriiq ik bahaana hai
kahii.n nazar ko kahii.n dil ko aazmaanaa hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
mujh se mat puuchh ki tafriiq nahii.n kar saktaa
mai.n to ha.nste hu.e logo.n ko kahuu.n rote hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
vahii naala vahii naGma bas ik tafriiq-e-lafzii hai
qafas ko muntashir kar do nasheman naam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
mai-kash kisii tafriiq ke qaa.il hii nahii.n hai.n
vaa.iz ke liye bhii dar-e-mai-KHaana khulaa hai
Jamill Murassapuri
Ghazal
tafriiq kis tarah se karoge yahaa.n pe 'zeb'
insaa.n likhaa hu.aa hai darindo.n kii khaal par
Aurang zeb
Ghazal
mujh se hii mujh ko vaqt ne tafriiq kar diyaa
jo tere saamne thaa vo saaraa nahii.n thaa mai.n
Naseer Baloch
Ghazal
usii ne dii hai gunaah-o-savaab kii tafriiq
vahii shu.uur-e-haraam-o-halaal detaa hai
Ejaz Ansari
Ghazal
haram-o-dair me.n baT jaate hai.n rindaan-e-vafaa
haram-o-dair kii tafriiq miTaa de saaqii
Darshan Singh
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
KHud tuu ne ba.Dhaa.ii hai ye tafriiq-e-jahaa.n aur
tuu ek magar ruup yahaa.n aur vahaa.n aur
Anand Narayan Mulla
Ghazal
maqtal kii siyaasat na hamaarii na tumhaarii
tafriiq karoge to ko.ii sar na bachegaa
Ezaz Afzal
Ghazal
yaa.n ko.ii tafriiq nahii.n hai shaah gadaa sab ko
apnaa bojh dil-e-naadaan uThaanaa pa.Dtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
suluuk Gair se jo hai vo ham se hotaa hai
tumhaarii bazm me.n tafriiq-e-KHaas-o-aam nahii.n
Hajir Dehlwi
Ghazal
ba.ad-az-marg inaayaat me.n tafriiq na kii
dil me.n tasviir rahii aap kii ehsaa.n ho kar
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
KHudaa ke vaaste tafriiq-o-jam' kar na yahaa.n
fazaa-e-shahr-e-mohabbat KHaraab hotii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
zehn-o-dil tafriiq ke qaa.il nahii.n
kyaa karuu.n apnaa paraayaa jaan kar