SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafviiz"
Ghazal MATCHES FOR "tafviiz"
Ghazal
un aa.nkho.n kii hairat aur dabiiz karuu.n
kyuu.n na tujhe bhii aa.iina tajviiz karuu.n
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
ye qalam-ruu-e-suKHan hai to chalo yuu.n hii sahii
mulk tafviiz kiyaa jo mire vaalii ne mujhe
Sahba Akhtar
Ghazal
KHud-shanaasii jise tafviiz hu.ii hai 'aslam'
Thokare.n khaataa hai girtaa hai sa.nbhaltaa hai vahii
Aslam Mirza
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
baa.ndh le.n haath pe siine pe sajaa le.n tum ko
jii me.n aataa hai ki ta.aviiz banaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
mai.n tujh se miltaa to tafsiil me.n nahii.n jaataa
mirii taraf se tire dil me.n jaane kyaa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
tafriiq rahne diijiyo taariif-o-tanz me.n
ab ke sharaab zahr milaa kar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
dikhaa ke lamha-e-KHaalii kaa aks-e-laa-tafsiir
ye mujh me.n kaun hai mujh se faraar karte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
qasiida she'r musaddas rubaa.ii nazm Gazal
mahakte ho.nTo.n kii tafsiir hai bhalii se bhalii
Shahzad Qais
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
kar ke taaviiz rakhe.n us ko bahut bhaatii hai
vo nazar paa.nv pe vo baat divaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo apne KHvaab kii tafsiir KHud na kar paayaa
jahaan bhar pe use aashkaar kyaa kartaa
Jawad Sheikh
Ghazal
is dard kii tahviil me.n rahte hu.e ham ko
chup-chaap bikharnaa hai tamaashaa nahii.n ban.naa
Aamir Suhail
Ghazal
aa.o ko.ii tafriih kaa saamaan kiyaa jaa.e
phir se kisii vaa.iz ko pareshaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
jaane kis rang me.n tafsiir kare.n ahl-e-havas
mad.h-e-zulf-o-lab-o-ruKHsaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
le tuu hii bhej de ko.ii paiGaam-e-talKH ab
tajviiz zahr hai tire biimaar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
baaG kii sair na baazaar kii tafriih rahii
ham to barso.n me.n kisii din pe qadam dekhte hai.n