SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhliiqaat"
Ghazal MATCHES FOR "takhliiqaat"
Ghazal
Amanullah Khalid
Ghazal
Amar Singh Figar
Ghazal
Shahid Shaidai
Ghazal
Anwar Ahmad Qureshi Nashtar
Ghazal
Uddhav Mahajan Bismil
Ghazal
ko.ii pukaartaa hai har ik haadse ke saath
taKHliiq-e-kaa.enaat-e-digar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
nazar haTaa bhii to saktii hai kam-nazar duniyaa
vahii.n hai bhii.D jahaa.n taKHliya zaruurii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
lafz kis shaan se taKHliiq hu.aa thaa lekin
us kaa mafhuum badalte rahe nuqte kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
khulii vo zulf to pahlii hasiin raat hu.ii
uThii vo aa.nkh to taKHliiq-e-kaa.enaat hu.ii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sab jahaano.n se judaa apnaa jahaa.n taKHliiq kar
sab makaano.n se judaa apnaa makaan-e-dil banaa
Azad Ansari
Ghazal
raat aa baiThii hai pahluu me.n sitaaro taKHliya
ab hame.n darkaar hai KHalvat so yaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
kar lete hai.n taKHliiq ko.ii vaj.h-e-aziyyat
bhaataa nahii.n KHud ham ko bhii aaraam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye jii me.n aatii hai taKHliiq-e-fan ke lamho.n me.n
ki KHuun ban ke rag-e-sa.ng me.n utar jaa.uu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bhuuk taKHliiq kaa talent ba.Dhaa detii hai
peT KHaalii ho to ham sher nayaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
dard-e-dil kahte hu.e bazm me.n aataa hai hijaab
taKHliya ho to kuchh ahvaal sunaa.e.n tujh ko