SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhto.n"
Ghazal MATCHES FOR "takhto.n"
Ghazal
aise qalam kaa yaar yahaa.n TuuTnaa sahii
gaataa rahaa jo giit hai taKHto.n kii shaan me.n
Dharam Singh Malviya
Ghazal
sabhii chimaT ga.e taKHto.n se jab uThaa tuufaa.n
havaa thamii to samundar ke giit gaane lage
Zeb Ghauri
Ghazal
paar ho jaa.e.nge jo taKHto.n se hai.n lipTe hu.e
tum simaT kar kashtii-e-naayaab me.n baiThe raho
Mazhar Husain Syed
Ghazal
ye kaun hai sar-e-saahil ki Duubne vaale
samundaro.n kii taho.n se uchhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
kyaa KHabar kal yahii taabuut miraa ban jaa.e
aap jis taKHt kaa haqdaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
taKHt kyaa chiiz hai aur la.al-o-javaahar kyaa hai.n
ishq vaale to KHudaa.ii bhii luTaa dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
na ko.ii ohda na degree na naam kii taKHtii
mai.n rah rahaa huu.n yahaa.n meraa ghar bataataa hai