SEARCH RESULTS
Showing search results for "takmila"
Ghazal MATCHES FOR "takmila"
Ghazal
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
dil dekhiye ki takmila-e-shauq ho 'aziiz'
masjid ko dekhiye na shivaalo.n ko dekhiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
dil dekhiye ki takmila-e-shauq ho 'aziiz'
masjid ko dekhiye na shivaalo.n ko dekhiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
tire KHayaal kii KHushbuu tire jamaal kaa ra.ng
har ik ko takmila-e-ra.ng-o-buu samajhte hai.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
naa-mukammal hai.n abhii takmila-e-zaat kare.n
in ko dekhe.n to KHud apne se mulaaqaat kare.n
Abdul Qavi Ziya
Ghazal
jiine kaa kyaa javaaz pas-e-takmila-e-zaat
shaayad shahiid isii liye mansuur ho gayaa
Sada Ambalvi
Ghazal
yuu.n to KHushii bhii qabza-e-qudrat me.n thii magar
Gam ke baGair takmila-e-dil na ho sakaa
Haqqi Hazeen
Ghazal
Zabih Allahabadi
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ek tasviir kii takmiil ke ham do pahluu
ra.ng bhartaa hu.aa tuu rang banaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
jab bhii takmiil-e-mohabbat kaa KHayaal aataa hai
mujh ko apne hii KHayaalo.n pe ha.nsii aatii hai
Sudarshan Faakir
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
bazm me.n ahl-e-suKHan taqtii.a farmaate rahe
aur ham ne apne dil kaa bojh halkaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
takmiil chaahtaa huu.n mai.n apne vajuud kii
har ruKH se dekhtaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
hausla ho to u.Do mere tasavvur kii tarah
merii taKH.iil ke gulzaar-e-jinaa.n tak aa.o