SEARCH RESULTS
Showing search results for "takmila"
Nazm MATCHES FOR "takmila"
Nazm
mata-e-ghair
Dhuu.nDtii rahtii hai.n taKH.iil kii baa.nhe.n tujh ko
sard raato.n kii sulagtii hu.ii tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
bhul jao mujhe
apne apne taqaazo.n ko puuraa kiyaa
apne apne iraado.n kii takmiil me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
kangan
raat ko jab bhii tuu nii.ndo.n ke safar par jaatii
marmarii.n haath kaa ik takiya banaayaa kartii
Wasi Shah
Nazm
abhi kuchh din lagenge
raat utregii
mirii be-nuur aa.nkho.n ke KHazaane me.n chhupe har KHvaab kii takmiil kar degii
Iftikhar Arif
Nazm
aam-nama
aisaa na ho ki aap ye likkhe.n javaab me.n
ta.amiil hogii pahle magar daam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
jugnu
yatiim aa.nsu.o.n se takiya bhiig jaataa thaa
kisii se ghar me.n na kahtaa thaa apne dil kaa bhed
Firaq Gorakhpuri
Nazm
an-kahi
merii taKH.iil ko kyaa rang ataa karte hai.n
terii zulfe.n tirii aa.nkhe.n tire aariz tire ho.nT
Himayat Ali Shayar
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
wirsa
ilm suulii pe cha.Dhaa tab kahii.n taKHmiina banaa
zahr sadiyo.n ne piyaa tab kahii.n naushiina banaa