SEARCH RESULTS
Showing search results for "taktii"
Ghazal MATCHES FOR "taktii"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
maa.n baiTh ke taktii thii jahaa.n se miraa rasta
miTTii ke haTaate hii KHazaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
na ko.ii ohda na degree na naam kii taKHtii
mai.n rah rahaa huu.n yahaa.n meraa ghar bataataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
muddat se ko.ii duusraa rahtaa hai ham nahii.n
darvaaze par hamaarii hai taKHtii lagii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
dil kii taKHtii pe bhii aayaat likhii rahtii hai.n
vaqt mil jaa.e to un kii bhii tilaavat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
diivaane ko taktii hai.n tire shahr kii galiyaa.n
niklaa to idhar lauT ke bad-naam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
sadiyo.n se raah taktii hu.ii ghaaTiyo.n me.n tum
ik lamha aa ke ha.ns ga.e mai.n Dhuu.nDhtaa phiraa
Majeed Amjad
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
udaasii pat-jha.Do.n kii shaam o.Dhe raasta taktii
pahaa.Dii par hazaaro.n saal kii ko.ii imaarat sii
Bashir Badr
Ghazal
dil kii taKHtii sar-e-baazaar liye phirtaa huu.n
kaash is par tirii tasviir banaa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aa.nkh rah taktii rahii dil us ko samjhaataa rahaa
apnaa apnaa kaam dono.n umr-bhar karte rahe
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
phuulo.n kii taKHtii par jaise ra.ngo.n kii tahriir
lauh-e-suKHan par aise 'amjad' shohrat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mai.n apne naam kii taKHtii nahii.n huu.n
ki jo aa jaa.e pa.Dhte hii samajh me.n