SEARCH RESULTS
Showing search results for "talabii"
Ghazal MATCHES FOR "talabii"
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
itnaa hairaa.n ho mirii be-talabii ke aage
vaa qafas me.n ko.ii dar KHud miraa sayyaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
mirii jafaa-talabii ko du.aa.e.n detaa hai
vo dasht-e-saada vo teraa jahaan-e-be-buniyaad
Allama Iqbal
Ghazal
KHushaa vo dil ki saraapaa tilism-e-be-KHabarii ho
junuun o yaas o alam rizq-e-mudda.aa-talabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii milaa to kisii aur kii kamii hu.ii hai
so dil ne be-talabii iKHtiyaar kii hu.ii hai
Irfan Sattar
Ghazal
hame.n bhii Gam-talabii kaa nahii.n rahaa yaaraa
tire bhii rang nahii.n gardish-e-zamaana vo
Ahmad Faraz
Ghazal
mil ga.ii ishq me.n iizaa-talabii se raahat
Gam hai ab jaan mirii dard hai ab dil meraa
Jigar Moradabadi
Ghazal
iizaa-talabii kii ko.ii had ho to jafaa ho
ab vo bhii hai.n majbuur sataayaa nahii.n jaataa
Talib Baghpati
Ghazal
safar-e-ishq me.n kii zo.af ne raahat-talabii
har qadam saa.e ko mai.n apne shabistaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii karte hai.n mubaaraz-e-talabii duniyaa se
aur kabhii KHvaahish-e-betaab se Dar jaate hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
ishva-e-jaa.n-talabii morid-e-ilzaam na ho
mujh se kahte raho kyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef Akhgar
Ghazal
tirii talab se ibaarat hai soz-o-hayaat
ho sard aatish-e-hastii jo dil me.n tuu na rahe
Sajida Zaidi
Ghazal
ai chashm-e-karam terii masiihaa.ii ke qurbaa.n
kuchh farq hai shaayad mirii darmaa.n-talabii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
ishva-e-jaa.n-talabii morid-e-ilzaam na ho
mujh se kahte raho kyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef Akhgar
Ghazal
dil ko lahraataa hai ha.ngaama-e-znidaan-e-balaa
shor-e-iizaa-talabii vajd me.n laataa hai mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
bekasii tishna-labii dard-e-halaavat-talabii
chaa.ndnii-raat me.n bhii chashma-e-haivaa.n na milaa
Akhtar Shirani
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
taa-kujaa ai dil-e-biimaar ye raahat-talabii
umr bhar jab se bichhaa phir na ye bistar ulTaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
suunii suunii sii hai har mahfil-e-iizaa-e-talabii
jaise duniyaa me.n ko.ii Gam na rahaa mere ba.ad
Basit Bhopali
Ghazal
sabr vaalo.n kii zabaa.n vaqt bhii ban jaataa hai
merii iizaa-talabii baat ba.Dhaane se rahii