SEARCH RESULTS
Showing search results for "talna"
Ghazal MATCHES FOR "talna"
Ghazal
Taalnaa vasl kaa jo hai manzuur
KHud se KHud mu.nh thuuthaa.e baiThe hai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
Ajiz Matvi
Ghazal
faqiir-e-ishq huu.n kuchh de ke Taalnaa hogaa
bas ik nigaah kaa sikka uchhaalnaa hogaa
Aijaz Asad
Ghazal
liijiye haazir hai nazraana dil-e-naashaad kaa
Taalnaa aasaa.n na thaa kuchh aap ke irshaad kaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
baiThe baiThe kabhii aisii bhii gha.Dii aatii hai
mai.n use Taalnaa chaahuu.n to na Taalii jaa.e
Tasleem Hasan
Ghazal
jab use yaad kiyaa khil uThe gul-haa-e-nashaat
ham samajhte the balaa.o.n kaa hai Talnaa dushvaar
Jalees Najeebabadi
Ghazal
zo.af me.n taana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tanz o ta.ana o tohmat sab hunar hai.n naaseh ke
aap se ko.ii puuchhe ham ne kyaa buraa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
sochtaa huu.n to kahaanii kii tarah lagtaa hai
raaste se miraa taknaa tiraa chhat par honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ik mulaaqaat ke Talne kii KHabar aise lagii
jaise mazduur ko ha.Dtaal kii afvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n dete
sach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa