SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamga"
Ghazal MATCHES FOR "tamga"
Ghazal
paas hai lafz kii hurmat kaa vagarna 'aazar'
ko.ii tamGa to nahii.n miltaa Gazal-KHvaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
kuchh to taa-umr rahe kasb-e-hunar me.n masruuf
aur kuchh tamGa-o-alqaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
aaj zaKHmo.n ko mohabbat kii ataa ke badle
tohfa o tamGa-e-ahbaab-shanaasii likkhuu.n
Farhat Shahzad
Ghazal
ataa hu.aa na hame.n ko.ii tamGa-e-ulfat
tumhaare rang me.n ham ne bhii Dhal ke dekh liyaa
Ahmad Raees
Ghazal
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham log
ham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
dushman-e-shahr ko aage nahii.n ba.Dhne dete
aur ko.ii tamGa-e-jur.at bhii nahii.n maa.ngte ham
Azhar Adeeb
Ghazal
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
aaKHir mujhe bhii tamGa-e-rusvaa.ii mil gayaa
jo khel khelne kaa na thaa khel kar rahaa
Mansoor Faaiz
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
tamGa pension beva bachche maayuusii tanhaa.ii
ek kahaanii rah jaatii hai jaa.n-baazo.n ke piichhe
muneer saifi
Ghazal
jo apne siine pe aksar sajaa ke rakhte hai.n
vo tamGa-haa-e-tahavvur to le ga.e aGyaar
Waheed Quraishi
Ghazal
maqbuuliyat ho aisii ki tum kuuch jab karo
har shaKHs aa.e haath me.n tamGa liye hu.e
Syed Khadime Rasul Aini
Ghazal
us ne tamGa jo ataa mujh ko kiyaa KHuub kiyaa
mai.n ne jii-jaan se kab us kii itaa.at nahii.n kii
Shahabuddin Saqib
Ghazal
har-chand ki inkaar munaasib bhii nahii.n thaa
mai.n tamGa-e-tash.hiir kaa taalib bhii nahii.n thaa
Yawar Warsi
Ghazal
tuluu.a Guruub uruuj-o-zavaal detaa hai
kisii ko tamGa kisii ko vo shawl detaa hai
Zarar Wasfi
Ghazal
jitne baune the unhe.n tamGa-o-e.azaaz milaa
aur chup rah ga.e uu.nche qad-o-qaamat vaale