SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamga"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tamga"
Ghazal
paas hai lafz kii hurmat kaa vagarna 'aazar'
ko.ii tamGa to nahii.n miltaa Gazal-KHvaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Fariha Naqvi
Nazm
shararti laDke aur qawwali
mu.nh pe chaa.nTe bhii diye ham ne banaayaa murGaa
ham ne school se har roz ye tamGa paayaa
Hasrat Jaipuri
PAGE MATCHES FOR "tamga"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tamga"
Ghazal
aaj zaKHmo.n ko mohabbat kii ataa ke badle
tohfa o tamGa-e-ahbaab-shanaasii likkhuu.n
Farhat Shahzad
Ghazal
ataa hu.aa na hame.n ko.ii tamGa-e-ulfat
tumhaare rang me.n ham ne bhii Dhal ke dekh liyaa
Ahmad Raees
Sher
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham log
ham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham log
ham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Nazm
jangal mein cricket
haathii ke out hote hii jo aaya vo bebas
not out kaa tamGa le kar hu.aa zebra vaapas
Tariq Manzoor
Ghazal
dushman-e-shahr ko aage nahii.n ba.Dhne dete
aur ko.ii tamGa-e-jur.at bhii nahii.n maa.ngte ham
Azhar Adeeb
Nazm
tum to bas lashen uThane ke liye zinda ho
ko.ii tamGa nahii.n duniyaa me.n tumhaare qad kaa
tum ne is mulk ke logo.n pe hukuumat kii hai










