SEARCH RESULTS
Showing search results for "tan-badan"
Ghazal MATCHES FOR "tan-badan"
Ghazal
gulzaar hai daaGo.n se yahaa.n tan-badan apnaa
kuchh KHauf KHizaa.n kaa nahii.n rakhtaa chaman apnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
niklaa huu.n tan-badan kaa buraada liye hu.e
lapkii hai aa.nkh aa.nkh tamaashaa liye hu.e
Aftab Khan
Ghazal
Jauhar Deobandi
Ghazal
tan-badan se jaan hii to sirf u.Daa le jaa.egii
zindagii se maut aa kar aur kyaa le jaa.egii
Nadim Balkhi
Ghazal
phuu.nkii tap-e-firaaq ne ye tan badan me.n aag
ab jism kii jagah hai mire pairahan me.n aag
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
phuu.nkii Gam-e-firaaq ne ye tan-badan me.n aag
ab jism kii jagah hai mire pairahan me.n aag
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hame.n hosh hai ab kahaa.n tan-badan kaa
ki 'majzuub' un ke pukaare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
hamdam vabaal-e-dosh na kar pairahan mujhe
kaa.nTaa saa hai khaTaktaa miraa tan badan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo buu.nd buu.nd jalaatii hai tan badan meraa
vo aagahii kii tamannaa mire vajuud me.n hai