SEARCH RESULTS
Showing search results for "tan-e-bismil"
Ghazal MATCHES FOR "tan-e-bismil"
Ghazal
Bismil Allahabadi
Ghazal
qaatil ne teG myaan me.n kuchh soch kar rakhii
tho.Daa saa jab ki dam tan-e-bismil me.n rah gayaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
puuchh mat mujh se mirii haalat-e-dil ai 'bismil'
dil ke zaKHmo.n pe nayaa tiir chalaa ho jaise
Bismil Aazmi
Ghazal
aah is umr-e-mohabbat me.n kabhii ai 'bismil'
ek din aa.egaa ye din mujhe ma.aluum na thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
Bismil Arifi
Ghazal
KHudaa lagtii kaho lillaah sadaaqat ko na jhuTlaa.o
tumhe.n afsaana-e-betaabi-e-'bismil' pasand aayaa
Bismil Dehlavi
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
aur bhii ik haath ai qaatil KHudaa ke vaaste
jaan tho.Dii sii abhii baaqii tan-e-bismil me.n hai
Hajir Dehlwi
Ghazal
zikr-e-'bismil' pe vo farmaane lage jhu.njhlaa kar
hogaa ko.ii chalo jaane do hame.n yaad nahii.n
Bismil Dehlavi
Ghazal
kyaa kahuu.n anjuman-e-naaz kaa haal ai 'bismil'
sab ke charche rahe bas zikr tumhaaraa na rahaa
Bismil Allahabadi
Ghazal
har kisii ke naam me.n taKHsiis honii chaahiye
kyo.n na ai 'bismil' miTe.n ham KHanjar-e-jallaad par
Bismil Allahabadi
Ghazal
kahaa.n tak shikva-e-be-mehrii-e-ahbaab ai hamdam
zamaana darpa.e-aazaar-e-'bismil' hotaa jaataa hai
Bismil Dehlavi
Ghazal
Bismil Allahabadi
Ghazal
hai yaqii.n hazrat-e-'bismil' kii tarah ho.n bismil
aap agar un ke ta.Dapne kaa tamaashaa dekhe.n
Bismil Allahabadi
Ghazal
ab apne jalvo.n kaa lillaah ehtiraam mu.aaf
nigaah-e-shauq ko ab taab-e-imtiyaaz nahii.n