SEARCH RESULTS
Showing search results for "tan-e-bismil"
Nazm MATCHES FOR "tan-e-bismil"
Nazm
ek haqiqat
kise marg-e-'bismil' kaa ehsaas hogaa
vo bekas bhii thaa aur KHud.daar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
aKHtar shirani
tuu to is daur me.n jiine se thaa pahle hii se tang
tujh ko aa.ii hai haqiiqat me.n qazaa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
falsafa-e-husn-o-ishq
KHud-farebii me.n giraftaar nahii.n hai 'bismil'
kyaa ye taKHliiq baraa.e nigah-e-naaz nahii.n
Bismil Dehlavi
Nazm
shri-kirishna
qaabil-e-diid har ik shakl kii tahriir banii
rishta-e-taar-e-nafas kii na.ii zanjiir banii
Bismil Allahabadi
Nazm
jamuna-ji
aatish-e-hijr kuchh is darja lagii hai tan me.n
dil na mathuraa me.n bahaltaa hai na bindraaban me.n
Bismil Allahabadi
Nazm
barsat ki sham
suurat-e-tasviir chup 'bismil' hu.e ye bol kar
husn kii duniyaa hai dekho diida-e-dil khol kar
Bismil Allahabadi
Nazm
lokmanya-tilak
aur phir giitaa sunaa.e baal-gangaa-dhar-tilak
'bismil' aa kar phir na jaa.e baal-gangaa-dhar-tilak
Bismil Allahabadi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
gulaab se tan misaal-e-bismil
zamiin par tilmilaa rahe hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
shikwa
taan-e-aGyaar hai rusvaa.ii hai naadaarii hai
kyaa tire naam pe marne kaa evaz KHvaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
payam-e-hasti
baqaa-e-aqviyaa ke mas.ala par bahas se pahle
tan-e-sohraab-o-zor-e-haidar-e-karraar paidaa kar