SEARCH RESULTS
Showing search results for "tan-tanaa-tan-tan-tan"
Ghazal MATCHES FOR "tan-tanaa-tan-tan-tan"
Ghazal
yuu.n qais dasht me.n tan-e-tanhaa muqiim hai
kaar-e-junuu.n me.n saath bas 'ahmar' nadiim hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
mai.n apnii ja.ng me.n tan-e-tanhaa shariik thaa
dushman ke saath saaraa zamaana shariik thaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
baa.nko.n ko baa.nkpan ko milaa.o na KHaak me.n
tan tan ke yuu.n na apnaa badan dekhte chalo
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aa.e vallaah dil-e-hairaan me.n kyaa kuchh armaa.n
us ne aa.iine ko tan tan ke jo tan dikhlaayaa
Nasim Maysori
Ghazal
aa.iina dekhte ho jo tan-tan ke baar-baar
dekho samaa na jaa.o KHud apnii nigaah me.n
Bismil Allahabadi
Ghazal
Nashtar Chaprawi
Ghazal
vo chaa.ndnii me.n kuchh aisaa thaa tar-ba-tar tanhaa
mai.n dekhtaa rahaa manzar ye raat bhar tanhaa
Javed Jamil
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
fursat kahaa.n ki Gair se ham dushmanii kare.n
apnaa vajuud ek musiibat hai tah-ba-tah
Khursheed Rizvi
Ghazal
tah-ba-tah uljhii hu.ii raahguzar me.n gum thaa
mai.n ki har lamha balaa-KHez safar me.n gum thaa
Sultan Akhtar
Ghazal
tah-ba-tah dariyaa ke sab asraar tak vo le gayaa
lahr ik is paar se us paar tak vo le gayaa