SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraano.n"
Ghazal MATCHES FOR "taraano.n"
Ghazal
terii nazar kaa rang bahaaro.n ne le liyaa
afsurdagii kaa ruup taraano.n ne le liyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
saaz nafrat ke taraano.n se bahalte nahii.n kyuu.n
ye bhii kuchh ahl-e-mohabbat kii KHataa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
bahut se sher sunaa.e hai.n gungunaa ke magar
ye ja.ng jiitii nahii.n jaa rahii taraano.n se
Amn Shahzadi
Ghazal
ye saa.e.n saa.e.n kii aavaaz hai ki maut kii huuk
jo guu.njtii hai shayaatiin ke taraano.n me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
jahaan-e-soz hai mere KHunuk taraano.n me.n
mai.n vo sharaar huu.n jis par ridaa-e-shabnam hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
karo elaan KHushiyo.n kaa bahaaro.n ke taraano.n kaa
har ik aa.ngan ko bastii ke mire aabaad rahne do
Ahmad Raees
Ghazal
duur gulshan se kisii dasht me.n le jaa sayyaad
ham-safiiro.n ke taraano.n me.n to mar jaa.uu.ngaa
Asar Sahbai
Ghazal
fazaa.e.n guu.nj uThe.ngii mire taraano.n se
KHamosh huu.n ki abhii mausam-e-bahaar nahii.n
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
ye tiira-baKHt bayaano.n me.n qaid rahte hai.n
vatan hamaare taraano.n me.n qaid rahte hai.n
Faisal Saeed Zirgham
Ghazal
ai nabz-e-do-aalam tirii raftaar me.n 'safdar'
aaj apne taraano.n kaa asar dekh rahe hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
le mere tajrabo.n se sabaq ai mire raqiib
do-chaar saal umr me.n tujh se ba.Daa huu.n mai.n