SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraashe"
Ghazal MATCHES FOR "taraashe"
Ghazal
adab nahii.n hai ye aKHbaar ke taraashe hai.n
ga.e zamaano.n kii ko.ii kitaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
KHat ke chhoTe se taraashe me.n nahii.n aa.e.nge
Gam ziyaada hai.n lifaafe me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
but-kade me.n tire jalve ne taraashe patthar
jis ne dekhaa yahii jaanaa ki KHudaa baiThaa hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
tirii hii shakl ke but hai.n ka.ii taraashe hu.e
na puuchh ka.aba-e-dil me.n bhii kyaa tamaashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dair-o-haram aa.iina-e-takraar-e-tamannaa
vaamaa.ndagii-e-shauq taraashe hai panaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
saarii duniyaa ke liye ek tamaashaa chehre
dil to parde me.n rahe ho ga.e rusvaa chehre
Jameel Malik
Ghazal
ham ne jo taraashe the sanam ahd-e-junuu.n me.n
un me.n se har ik aaj shivaala nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
naadiida manzaro.n se taraashe hai.n KHvaab zaar
kab dar-KHur-e-nigah ko.ii manzar hai diidanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
tum taraashe hu.e but ho kisii mehraab ke biich
ham zavaa.ed hai.n jo patthar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Ghazal
dekh ye zaKHm taraashe hu.e lagte hai.n tujhe
tuu samajhtaa hai miraa yaar nahii.n hai ko.ii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
umr bhar mai.n ne taraashe hai.n jo patthar ke sanam
un se tum pyaar kaa iz.haar to kar lene do
Ghazal Jafari
Ghazal
laala-e-sa.ng se taraashe vo ko.ii paikar-e-sa.ng
dast-e-san.na.a me.n ik ye bhii hunar rakh denaa
Mazhar Imam
Ghazal
dast-e-fitrat ke taraashe hu.e do-barg-e-gulaab
dil ke TuuTe hu.e Tuk.Do.n ko banaa.e hu.e ho.nT
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kitne alfaaz-o-taraakiib taraashe mai.n ne
guftuguu kaa na saliiqa na qariina aaya
Asar Ansari
Ghazal
samundar kaa tamaasha kar rahaa huu.n
mai.n saahil ban ke pyaasaa mar rahaa huu.n