SEARCH RESULTS
Showing search results for "taretare"
Ghazal MATCHES FOR "taretare"
Ghazal
'momin' vo Gazal kahte hai.n ab jis se ye mazmuun
khul jaa.e ki tark-e-dar-e-but-KHaana kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
utaar phe.nktaa mai.n bhii ye taar-taar badan
asiir-e-KHaak huu.n karnaa pa.Daa guzaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
kaash mirii jabiin-e-shauq sajdo.n se sarfaraaz ho
yaar kii KHaak-e-aastaa.n taaj-e-sar-e-niyaaz ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
havaa-e-saaz-e-alam laakh ehtiyaat kare
laraz hii uThtaa hai taar-e-tarab ko.ii na ko.ii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ajii tauba is garebaa.n kii bhalaa bisaat kyaa thii
ye kaho ki haath uljhaa nahii.n taar-taar hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
usii chaman me.n chale.n jashn-e-yaad-e-yaar kare.n
dilo.n ko chaak garebaa.n ko taar-taar kare.n
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
josh-e-junuu.n se jaama-e-hastii hai taar-taar
kyuu.nkar ilaaj-e-ta.ngi-e-daamaa.n kare.nge ham
Wasif Dehlvi
Ghazal
taar-taar kar Daale.n sabr-o-zabt kaa daaman
zaKHm zaKHm dikhlaa de.n zarf-e-chaara-gar jaane.n
Zehra Nigaah
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
ku.e.n me.n baiTh ke hii TarTaraa ga.e kuchh din
nazar pa.Daa nahii.n kuchh apnii zaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahii.n bikhar ke na rah jaa.e Gam fazaa.o.n me.n
qabaa-e-Guncha-e-dil taar-taar mat karnaa