SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarkiib"
Ghazal MATCHES FOR "tarkiib"
Ghazal
us ism-e-KHaas kii tarkiib se banaa huu.n mai.n
mohabbato.n ke talaffuz se kar nayaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
zinda rahne kii ye tarkiib nikaalii mai.n ne
apne hone kii KHabar sab se chhupaa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
aql mah.ngii hai bahut ishq KHilaaf-e-tahziib
dil ko is ahd me.n ham kaam me.n laa hii na sake
Akbar Allahabadi
Ghazal
rone kii tarkiib hamaare aa.ii kaam
Gam kii miTTii paanii paa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
saa.ns kii tarkiib par miTTii ko pyaar aa hii gayaa
KHud hu.ii qaid us ko siine se lagaane ke liye
Akbar Allahabadi
Ghazal
darmiyaa.n jo jism kaa parda hai kaise hogaa chaak
maut kis tarkiib se ham ko milaa.egii na puuchh
Abhinandan Pandey
Ghazal
ha.nste ha.nste ro diyaa karte the sab be-iKHtiyaar
ik na.ii tarkiib kaa dard apne afsaane me.n thaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zindagii bhar zinda rahne kii yahii tarkiib hai
us taraf jaanaa nahii.n bilkul jidhar kii sochnaa
Shuja Khaavar
Ghazal
rabt hai us ko zamaane se bahut suntaa huu.n
ko.ii tarkiib karuu.n mai.n bhii zamaana ho jaa.uu.n
Kausar Mazhari
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kuchh aisaa rang mirii zindagii ne pak.Daa thaa
ki ibtidaa hii se tarkiib thii fasaane kii
Jameel Mazhari
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lage.ngii aur bhii tarkiib us ko laane me.n
ko.ii zaruurii hai samjhaane bhar se lauT aa.e