SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashayyo"
Ghazal MATCHES FOR "tashayyo"
Ghazal
'Gaalib' hame.n na chhe.D ki phir josh-e-ashk se
baiThe hai.n ham tahayya-e-tuufaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ha.nste ha.nste dil-lagii ke vaaste naapaa jo aaj
sarv kaa qad us sahii-qaamat ke taa-shaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
jaane na tujh ko jo ye tasan.no tuu us se kar
tis par bhii to chhupii nahii.n rahtii banaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
ho hii rahtaa hai kisii but kaa nazaara taa-shaam
sub.h ko uTh ke jo ham naam-e-KHudaa lete hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
karte jo mujhe yaad shab-e-vasl aduu tum
kyaa sub.h ki KHurshiid na taa-shaam nikaltaa
Momin Khan Momin
Ghazal
yuusuf se le ke taa-gul phir gul se le ke taa-shamma
ye husn kis ko le kar baazaar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
taKHayyul tasavvur tashaaboh tavaazun
is arba.a kii yakjaa.ii suurat Gazal
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
hijr me.n sub.h se taa-shaam bajaa.e shabnam
merii aa.nkho.n se lahuu rakhtii hai.n jaarii raate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
karbat-e-Gurbat-o-tanhaa.ii-o-shab-haa-e-daraaz
aur 'majruuh'-e-dil-afgaar bayaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
ham mohabbat me.n tasanno' ke nahii.n hai.n qaa.il
shart hai dil bhii mile haath milaane vaale
Abdullateef Shauq
Ghazal
ha.ns ke milne se tasan.no kii chamak chhup na sakii
haa.e vo chehra jo mai.n ne pas-e-chehra dekhaa
Sultan Akhtar
Ghazal
ye tasan.no ye banaavaT ye havas makr-o-fareb
bazm-e-ahbaab se ham 'josh' miTaa.e.n kaise