SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasme"
Ghazal MATCHES FOR "tasme"
Ghazal
maaluum to ho miTTii ki daldal thii paa.nv me.n
jo ho sake to buuTo.n ke tasme pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
abhii school kii ghanTii nahii.n bajii 'baabar'
mai.n jhuk ke baa.ndh rahaa huu.n matiin ke tasme
Idris Babar
Ghazal
khol detaa huu.n sabhii yaad ke tasme lekin
ek ummiid sadaa dil se ba.ndhii rahtii hai
Naushad Ashhar
Ghazal
us atlasii qabaa ke hii tasme kaa dard hai
vo husn be-bahaa thaa miraa rang zard hai
Rashid Imam
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tasma-kash taraaz o Gaarat-gar taaraaj-saaz
kaafir yaGmaa.ii o qazzaaq rahzan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aa.nkhe.n mirii faqiir hu.ii.n shauq-e-diid me.n
tasma kamar me.n hai nigah-e-intizaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
tasma khulaa jaise aazaad talaazma ho vaah
ek pahan ke duusraa juutaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
agarche rah ga.e the ustuKHvaan-o-post vale
lagaa.ii aisii ki tasma bhii phir lagaa na rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Tasve bahaa ke har gha.Dii zaarii nahii.n hai KHuub
ye raaz-e-ishq hai use mash.huur mat karo
Mah Laqa Chanda
Ghazal
mujhe tasma-bandii ho ai zulf-e-pechaa.n
faqiir aaj-kal mai.n hu.aa chaahtaa huu.n