SEARCH RESULTS
Showing search results for "tauret"
Ghazal MATCHES FOR "tauret"
Ghazal
tauret kii qasam qasam injiil kii tujhe
tujh ko qasam zabuur kii furqaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
naGma saa chhe.Dtii thii.n tajallii kii u.ngliyaa.n
tauret kaa nuzuul ba-lahn-e-zabuur thaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
detii hai yahii vaqt kii tauret gavaahii
zar kaa jo ujaalaa hai vo hai zar kaa a.ndheraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
jaise ki na aa.ii hai na aa.egii ko.ii aur
har sub.h ko is taur se betaab hai siina
Khurshidul islam
Ghazal
ab apne taur hii me.n nahii.n tum so kaash ki
KHud me.n KHud apnaa taur ko.ii dam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jo apne taur se ham ne kabhii guzaare the
vo sub.h o shaam to jaise fasaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
hazaar mujh se vo paimaan-e-vasl kartaa rahaa
par us ke taur-tariiqe mukarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
ik taur-e-dah-sadii thaa jo be-taur ho gayaa
ab jantarii bajaa.iye taariiKH gaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mirii aa.nkhe.n noch lii jaa.e.n
tiraa KHayaal kisii taur paa.emaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
usuulii taur pe mar jaanaa chaahiye thaa magar
mujhe sukuun milaa hai tujhe judaa kar ke