SEARCH RESULTS
Showing search results for "teziyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "teziyaa.n"
Ghazal
dhuup kii teziyaa.n kuchh to maddham pa.Dii.n
dekhiye mausamo.n kii namii ghol kar
Shahid Meer
Ghazal
jauhar-e-zaatii hai.n us kii teziyaa.n ai sa.ng-dil
teG-e-abruu ko tirii sa.ng-e-fasaa.n se kyaa Garz
Qadr Oraizi
Ghazal
phir us ke baad dil me.n na utrii ko.ii nigaah
vo teziyaa.n rahii.n tire KHanjar kii dhaar tak
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kal dopahar ajiib sii ik be-dilii rahii
bas tiiliyaa.n jalaa ke bujhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
mire hariif mirii yakka-taaziiyo.n pe nisaar
tamaam umr haliifo.n se ja.ng kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
badan me.n jaise lahuu taaziyaana ho gayaa hai
use gale se lagaa.e zamaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
kahaanii KHatm hu.ii aur aisii KHatm hu.ii
ki log rone lage taaliyaa.n bajaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
u.Dtaa hai shauq-e-raahat-e-manzil se asp-e-umr
mahmez kahte hai.nge kise taaziyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
tujhe yaad kyaa nahii.n hai mire dil kaa vo zamaana
vo adab-gah-e-mohabbat vo nigah kaa taaziyaana
Allama Iqbal
Ghazal
Gam se martaa huu.n ki itnaa nahii.n duniyaa me.n ko.ii
ki kare taaziiyat-e-mehr-o-vafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
pukaarte hai.n mah-o-saal manzilo.n kii tarah
lagaa hai tausn-e-hastii ko taaziyaana vo
Ahmad Faraz
Ghazal
bujhaa na de.n ye musalsal udaasiyaa.n dil ko
vo baat kar ki tabii'at ko taaziyaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
sabaa kaa narm saa jho.nkaa bhii taaziyaana hu.aa
ye vaar mujh pe hu.aa bhii to Gaa.ebaana hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
mujhe nikaal diyaa ta.aziyat ke jalse se
ki bas vahaa.n mai.n akelaa hii rone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
haram-saraa kii hifaazat ko teG hii na rahii
to kaam de.ngii ye chilman kii tiiliyaa.n kab tak