SEARCH RESULTS
Showing search results for "thamte"
Ghazal MATCHES FOR "thamte"
Ghazal
na rukte hai.n aa.nsuu na thamte hai.n naale
kaho ko.ii kaise mohabbat chhupaa le
Qamar Jalalvi
Ghazal
josh-e-baarish hai abhii thamte ho kyaa ai ashko
daaman-e-koh-o-bayaabaa.n ko to bhar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
nahii.n thamte nahii.n thamte mire aa.nsuu 'bedam'
raaz-e-dil un pe hu.aa jaataa hai ifshaa dekho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
kashkol thaamte hai.n kaf-e-e.atibaar se
karte hai.n ham gadaagarii lekin hunar ke saath
Abbas Tabish
Ghazal
ham kahaa.n siine kii tah me.n ye samundar thaamte
ek us KHaatir tujhe ai chashm-e-tar rakkhaa gayaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
kis zor pe kis josh pe hai un kii javaanii
thamte kabhii siine pe dupaTTa nahii.n dekhaa
Jigar Biswani
Ghazal
Gam me.n parvaana-e-marhuum ke thamte nahii.n ashk
sham.a ai sham.a zaraa dekh to mu.nh tuu apnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
aahe.n bhii nahii.n ruktii.n naale bhii nahii.n thamte
aur un ko mohabbat kaa afsaana sunaanaa hai
Basit Bhopali
Ghazal
jab yaad tirii aatii hai thamte nahii.n aa.nsuu
phir raat bhii ho jaa.e to sote nahii.n aa.nsuu
Anas Nabeel
Ghazal
garmii-e-raqs ke thamte hii thame.nge ham sab
hissa-e-raqs hai is jumbish-e-abruu pe na jaa
Azra Parveen
Ghazal
jo haath aaj mujhe thaamte nahii.n hai.n 'shabii'
ga.e dino.n me.n to un kii du.aa rahii huu.n mai.n
Almas Shabi
Ghazal
din nikal aayaa tirii yaad me.n thamte hii nahii.n
aaj ashko.n kaa KHudaa jaane iraada kyaa hai
Ghamgeen Qureshi
Ghazal
Bilal Ahmad
Ghazal
badalte vaqt ki raftaar thaamte hai.n huzuur
badalte rahte hai.n aksar jo Topiyaa.n apnii
Dwijendra Dwij
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
kuchh der baras kar nahii.n thamte mire aa.nsuu
mausam ye niraalaa hai ye barsaat alag hai