SEARCH RESULTS
Showing search results for "thos"
Ghazal MATCHES FOR "thos"
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
isti'aara ko.ii mil jaa.e mujhe Thos aisaa
jo tire husn kaa mazmuun lachiilaa kar de
Abbas Qamar
Ghazal
tum bhii merii tarah kuchh Thos iraada kar lo
mai.n nibhaa dene ke paimaan liye baiThii huu.n
Shagufta Naz
Ghazal
is Thos haqiiqat se ta.arruz nahii.n mumkin
ik sub.h-e-tajallii hai har ik raat ke piichhe
Junaid Hazin Lari
Ghazal
tum vahm-o-gumaa.n jaan ke anjaan na honaa
ik Thos haqiiqat huu.n mai.n dhokaa to nahii.n huu.n
Raziya Subhan
Ghazal
ye Thos me.n bhii azaano.n se aashnaa hotii
agar uThaan me.n kuchh jaaliyaa.n banaate ham
Hamida Shaheen
Ghazal
ik Thos haqiiqat hai alfaaz ke paikar me.n
ye shaa.irii shaa.ir kaa e.ajaaz nahii.n hotii
Asad Raza
Ghazal
yaqii.n ke Thos dalaa.el jise na kaaT sake
tirii vafaa se vo rishta mire gumaan kaa thaa
Raunaq Raza
Ghazal
simaT gayaa huu.n to achchhaa hai Thos kii suurat
mujhe na chhe.Do ki taKHriib kaa Gubaar huu.n mai.n
Shahid Jameel
Ghazal
ham ne paayaa hai har ik Thos haqiiqat se KHiraaj
vo shahanshaah nahii.n ham jo misaalo.n me.n rahe
Ishrat Jalandhari
Ghazal
aisaa lagtaa hai kabhii zindagii bhii ho jaise
paan me.n rakkhii ga.ii Thos supaarii kii tarah
Nitin Kabir
Ghazal
Thos alfaaz me.n sayyaal ma'aanii likhnaa
zindagii bhaagte lamho.n kii zabaanii likhnaa
Raza Vasfi
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
lagte hii Thes TuuT gayaa saaz-e-aarzuu
milte hii aa.nkh shiisha-e-dil chuur chuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
KHayaal-e-KHaatir-e-ahbaab chaahiye har dam
'aniis' Thes na lag jaa.e aabgiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
kisii se ishq karte ho to phir KHaamosh rahiyegaa
zaraa sii Thes se varna ye shiisha TuuT jaataa hai
Haseeb Soz
Ghazal
aable kii sii tarah Thes lagii phuuT bahe
dardmandii me.n ga.ii saarii javaanii us kii