SEARCH RESULTS
Showing search results for "tie"
Ghazal MATCHES FOR "tie"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo tie baa.ndhtii hai aur khii.nch letii hai
ye kaise vaqt use pyaar kii pa.Dii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
daa.ere a.ndhero.n ke raushnii ke poro.n ne
coat ke button khole tie kii girah kholii
Bashir Badr
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
zimmedaarii bhii dafaatir me.n taraqqii se ba.Dhe
aap kii tie to zanjiir bhii ho saktii hai
Zeeshaan sajid
Ghazal
daamaan-e-hashr aa hii gayaa kaam hashr me.n
neck-tie ban ga.ii jo girebaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
ishq kyaa kyaa na raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
tie collar kii jagah chaak-garebaa.n niklaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Nadeem Asghar
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale