SEARCH RESULTS
Showing search results for "tifl-e-tasallii"
Ghazal MATCHES FOR "tifl-e-tasallii"
Ghazal
ik na.ii dhuup me.n phir apnaa safar jaarii hai
vo ghanaa saaya faqat tifl-e-tasallii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ik na.ii dhuup me.n phir apnaa safar jaarii hai
vo ghanaa saaya faqat tifl-e-tasallii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n lagaa rakhii hai dil se zindagii kii aarzuu
jaise tifl-e-jaa.n-ba-lab mazduur kii aaGosh me.n
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
gayaa nazar se jo vo garm tifl-e-aatish-baaz
ham apne chehre pe u.Dtii havaa.iyaa.n dekhii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
paa.nv me.n ghuumtii hai zamii.n aasmaa.n talak
is tifl-e-shiir-KHvaar kii raftaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
un ko paane kii tamanna to hai ik KHvaab-e-hasiin
tifl-e-nau-umr kii maanind machalte rahiye
Aslam Aazad
Ghazal
dil kii daryuuza-gar-e-harf-e-tasallii na rahaa
ham ne ye rasm uThaa dii hai zamaane ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
vo tifl-e-maktab-e-rasm-e-vafaa hamii.n to na the
jo apnii yaado.n kaa mela lagaa ke baiTh rahe
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
baato.n me.n jo chhal leve hai dil piir-o-javaa.n kaa
us tifl-e-du.aa-baar ko dekhaa to Gazab hai
Muntazir lakhnavi
Ghazal
Meesam Naqvi
Ghazal
'ajab thaa tifl-e-tishna-lab kii e.Diyo.n kaa mo'jiza
talab ne us kii rahmato.n ke aabshaar chun liye
Abrar Kiratpuri
Ghazal
mai.n rotaa thaa ba-tarz-e-tifl-e-naadaa.n
ba.Dii mushkil se bahlaayaa gayaa huu.n