SEARCH RESULTS
Showing search results for "til"
Ghazal MATCHES FOR "til"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek ruKHsaar pe dekhaa hai vo til ham ne bhii
ho samarqand muqaabil ki buKHaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
kamaan haath se rakh said-gaah-e-irfaa.n me.n
ki tiir said hai yaa.n daam-e-naa-rasaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ye buu.nd KHuun kii lauh-e-kitaab-e-ruKH ke liye
ye til sar-e-lab-o-ruKHsaar dharne aa.e hai.n
Aaga nisaar
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
puuchh le mujh se haqiiqat tuu vagarna apne
aa.nkh ke til ko kabhii bhii na samajh paa.egii
Wasi Shah
Ghazal
abruu-o-chashm-o-zulf mizha kii to kahiye kyaa
ham ko to tere mu.nh se tiraa til aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
dekh chhoTo.n ko hai allaah ba.Daa.ii detaa
aasmaa.n aa.nkh ke til me.n hai dikhaa.ii detaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ajab chapKHalaa.ii hai terii nayan me.n
ki khanjan naman ek til ka.iin na Thaare