SEARCH RESULTS
Showing search results for "tilsimaat-e-tadabbur"
Ghazal MATCHES FOR "tilsimaat-e-tadabbur"
Ghazal
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
aks is kaa nahii.n aa.iina-e-taqdiir me.n haa.n
daavat-e-fikr-o-tadabbur hai agar samjho to
Dawood Kashmiri
Ghazal
hikmate.n fikr-o-tadabbur me.n rakhii hai.n 'jaazib'
falsafa sho'la-bayaanii se nikal aayaa hai
Akram Jazib
Ghazal
banaa ke fikr-o-tadabbur ko KHaadim-e-insaa.n
muqaddaraat ke chhakke chhu.Daa diye ham ne
Akhtar Ansari
Ghazal
jahl ne to.D diye ahl-e-tadabbur ke subuu
saaGar-e-‘asr me.n zahraab chamaktaa dekho
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
qismat kii baat kar na muqaddar kii baat kar
husn-e-amal kii husn-e-tadabbur kii baat kar
Azam Jalalabadi
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jis se shahr-e-'tasavvur' me.n raushnii hotii
sitaara aisaa ko.ii aasmaa.n me.n thaa hii nahii.n
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
ek ik tasviir hai mahfuuz ab tak huu-bahuu
ai tasavvur tujh se behtar ko.ii bhii album nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tamaam umr 'tasavvur' ridaa-e-baKHt-e-siyaah
mashaqqato.n ke lahuu se ujaalte guzrii
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
bataa rahe hai.n 'tasavvur' ye shahr ke haalaat
kisii kii pusht pe dast-e-yaziid rakkhaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
kyaa ajab tasavvur hai ham talab ke maaro.n kaa
hiddat-e-tamannaa se aasmaa.n pighal jaa.e
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
namaaz-e-shab kaa sajda huu.n 'tasavvur'
azaan-e-sub.h kii takbiir huu.n mai.n