SEARCH RESULTS
Showing search results for "tinke"
Ghazal MATCHES FOR "tinke"
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
nasheman ho na ho ye to falak kaa mashGala Thahraa
ki do tinke jahaa.n par dekhnaa bijlii giraa denaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
paro.n me.n tiir hai panjo.n me.n tinke
mai.n ye chi.Diyaa u.Daanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
tinke uThaa uThaa kar laa.ii.n kahaa.n kahaa.n se
kis KHuub-suuratii se phir aashiyaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
Gaalib ki deve quvvat-e-dil is za.iif ko
tinke ko jo dikhaave hai pal me.n pahaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Naushad Ali
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
jataate rahte hai.n ye haadse zamaane ke
ki tinke jamaa kare.n phir na aashiyaane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
haath pair aap hii mai.n maar rahaa huu.n filhaal
Duubte ko abhii tinke kaa sahaaraa kam hai