SEARCH RESULTS
Showing search results for "toke"
Ghazal MATCHES FOR "toke"
Ghazal
kyaa jur.ate.n jo ham ko darbaa.n tumhaaraa Toke
kah do ki ye to jaane-pahchaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
jis ne ishq kiyaa mujh se sab ko Toke
ziist nahii.n ye zaat me.n shaamil hotaa hai
Raaz Dehalvi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kise majaal jo Toke mirii u.Daano.n ko
mai.n KHaaksaar samajhtaa huu.n aasmaano.n ko
Asif Saqib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
sab kii aa.nkho.n me.n khaTakte hai.n to ham
ko.ii itnaa nahii.n us ko Toke
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHat Gair kaa pa.Dhte the jo Tokaa to vo bole
aKHbaar kaa parcha hai KHabar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
daftar-e-husn pe mohr-e-yad-e-qudrat samjho
phuul kaa KHaak ke tode se numaayaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kaj-kulaaho.n se kahe kaun ki ai be-KHabro.n
tauq-e-gardan se nahii.n turra-e-dastaar judaa