SEARCH RESULTS
Showing search results for "tole"
Ghazal MATCHES FOR "tole"
Ghazal
vo kaise baat ko tole.nge aur bole.nge
jo pal me.n tole hu.e aur pal me.n maashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
jin se tultaa hai zamaane kaa ye chaa.ndii sonaa
aise baaTo.n se 'ku.nvar' pyaar na tole ko.ii
Kunwar Bechain
Ghazal
ham kohna rivaayaat ke mujrim hai.n ki ham ne
insaa.n kabhii sone kii taraazuu me.n na tole
Ram Riyaz
Ghazal
Ali Raza Razi
Ghazal
Irfan Ahmad mir
Ghazal
kitne ra.ngo.n se mirii saa.ns ke kas-bal tole
phir bhii jii bhaTke nahii.n dhyaan ye aa.inda rakhaa
Urmila Madhav
Ghazal
baGair tole paro.n ko u.Daan mat lenaa
zamiin vaalo kabhii aasmaan mat lenaa
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
hai yahaa.n paimaana maal-o-naqd hii lekin vahaa.n
zarf kii miizaan par hii log tole jaa.e.nge
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
tuu jo tole hai mere man kii chaah
kuchh tire haa.n bhii tolaa-maasha hai
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
dekhiye kis jannatii ke aaj khulte hai.n nasiib
teG kyuu.n tole hai.n ye chille cha.Dhaa.e kis liye
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Ejaz Ajmeri
Ghazal
kabhii paa.nv rakkhaa to phuu.nk kar ki na uTh sake
kabhii tole par to u.Daa nahii.n ki Gubaar thaa