SEARCH RESULTS
Showing search results for "topii"
Ghazal MATCHES FOR "topii"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh to rahe aslaaf kii tahziib kii KHushbuu
Topii hii lagaa liijiye dastaar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
kahaa.n hai shervaanii aur Topii laa.iye begam
abhii din hai magar pahle se tayyaarii to karnii hai
Tashna Azmi
Ghazal
vo choTii kii banaavaT ho ki Topii kii sajaavaT ho
binaa insaaniyat ke ko.ii sar puuraa nahii.n hotaa
Shakeel Azmi
Ghazal
thii jo vo laahii kii Topii zaafraanii aap kii
so hamaare paas hai ab tak nishaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo kaun log hai.n jo mai udhaar lete hai.n
ye mai-farosh to Topii utaar lete hai.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
maGribii tahziib kaa hamla hu.aa kuchh is tarah
sar se Topii aur phir chehre se daa.Dhii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
ta.aaruf ke tale pahchaan Gaa.eb ho ga.ii apnii
ajab jaaduu kii Topii ham ne apne sar pe rakkhii hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
da.ave hai hamsarii kaa sar-e-kaj-kulaah se
ai dast-e-mauj utaar le Topii habaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Ali Raza Razi
Ghazal
kar chuke Topii me.n jugnuu ko asiir
saa.np kaa man kho chuke ab ghar chalo
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
ko.ii bhii rasm ho sar par nahii.n uThaate ham
namaaz pa.Dhte hai.n Topii nahii.n lagaate ham
Shakeel Azmi
Ghazal
sar par mire bosiida sii Topii hai mirii hai
mai.n taaj saa darbaar me.n sajtaa to nahii.n huu.n