SEARCH RESULTS
Showing search results for "tu.dvaa"
Ghazal MATCHES FOR "tu.dvaa"
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
pahlii manzil pe hii Takraa ke gire duniyaa se
paa.nv tu.Dvaa ke tamaam ahl-e-navard aa baiThe
Farhat Ehsas
Ghazal
tu.Dvaa diye the us ne ye haath paa.nv mere
'hassaam' tab milii thii us kii galii se fursat
Hassam Tajub
Ghazal
ba.De saliiqe se noTo.n me.n us ko tulvaa kar
amiir-e-shahr se ab intiqaam lenaa hai
Bashir Badr
Ghazal
be-tuuda tuuda-KHaak subuk-dosh ho ga.e
sar par junuun-e-ishq kaa ehsaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
dil bhii hai balaa qaabil-e-mashq-e-sitam-o-naaz
jo tiir hai us tuuda-e-tuufaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ik KHaak kaa tuuda hai par azmat-e-duniyaa hai
naqqaash-e-haqiiqat ne kyaa naqsh taraashaa hai
Wahid Premi
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
tuu hii zamaam apnii naake tu.Daa ki majnuu.n
muddat se naqsh-e-paa ke maanind raah par hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo haraarat hai badan me.n vo tire lams kii hai
tuu mujhe gar na chhu.e miTTii kaa tuudaa ho jaa.uu.n
Sarfraz Nawaz
Ghazal
aa ishq agar qasd tijaarat hai ki is jaa
hai.n tuuda har ik ghar do sah aflaak mohabbat
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ahl-e-junuu.n ke dil 'shakeb' narm the mom kii tarah
tesha-e-yaas jab chalaa tuuda-e-sa.ng ho ga.e
Shakeb Jalali
Ghazal
kaun hogaa tere tiiro.n kaa nishaana mere ba.ad
KHaak le jaanaa mirii tuuda banaane ke liye