SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuGiyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "tuGiyaa.n"
Ghazal
dil qaabil-e-mohabbat-e-jaanaa.n nahii.n rahaa
vo valvala vo josh vo tuGiyaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
kiyaa hai ye tuGiyaa.n mire ashk ne
ki bahte hai.n duniyaa me.n naale pa.De
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
tuGiyaa.n sarishk kaa to yahaa.n tak hai chashm se
ik qatra aab kaa ho to jaijuu.n Tapak pa.De
Zahurullah Badayuni Nava
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaane kab kis saa.at me.n tab.a ravaa.n ho jaa.e
ye dariyaa be-mausam bhii tuGyaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
dil me.n vo dard na aa.nkho.n me.n vo tuGyaanii hai
jaane kis samt ye duniyaa liye jaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us lamhe tishna-lab ret bhii paanii hotii hai
aa.ndhii chale to sahraa me.n tuGyaanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
hai baazaaro.n me.n paanii sar se uu.nchaa
mire ghar me.n bhii tuGyaanii bahut hai
Iftikhar Arif
Ghazal
dosh dete rahe be-kaar hii tuGyaanii ko
ham ne samjhaa nahii.n dariyaa kii pareshaanii ko
Azhar Faragh
Ghazal
saahil pe tere baa'd kii viiraanii khaa ga.ii
utre samundaro.n me.n to tuGyaanii khaa ga.ii