SEARCH RESULTS
Showing search results for "tugyaanii"
Ghazal MATCHES FOR "tugyaanii"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaane kab kis saa.at me.n tab.a ravaa.n ho jaa.e
ye dariyaa be-mausam bhii tuGyaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
dil me.n vo dard na aa.nkho.n me.n vo tuGyaanii hai
jaane kis samt ye duniyaa liye jaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
us lamhe tishna-lab ret bhii paanii hotii hai
aa.ndhii chale to sahraa me.n tuGyaanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
hai baazaaro.n me.n paanii sar se uu.nchaa
mire ghar me.n bhii tuGyaanii bahut hai
Iftikhar Arif
Ghazal
dosh dete rahe be-kaar hii tuGyaanii ko
ham ne samjhaa nahii.n dariyaa kii pareshaanii ko
Azhar Faragh
Ghazal
saahil pe tere baa'd kii viiraanii khaa ga.ii
utre samundaro.n me.n to tuGyaanii khaa ga.ii
Nadeem Gullani
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ik nadii me.n saik.Do.n dariyaa kii tuGyaanii milii
Duubne vaale ko mar jaane kii aasaanii milii
Zafar Imam
Ghazal
baat is baar gharo.n tak nahii.n rahnii 'shaahii.n'
ab ke tuGyaanii hai shahro.n ko Dubone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
rok mat mujh ko farastaada-e-tuGyaanii huu.n
us safar me.n huu.n ki rasta bhii nahii.n chaahiye hai