SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuk"
Ghazal MATCHES FOR "tuk"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba-ra.ng-e-buu-e-gul us baaG ke ham aashnaa hote
ki hamraah-e-sabaa Tuk sair karte phir havaa hote
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham ashk-e-Gam hai.n agar tham rahe rahe na rahe
mizha pe aan ke Tuk jam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam tirii nigah se hai sarshaar dekhnaa
merii taraf bhii Tuk to bhalaa yaar dekhnaa
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Tuk aa.nkh milaate hii kiyaa kaam hamaaraa
tis par ye Gazab puuchhte ho naam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo dekhne hame.n Tuk biimaarii me.n na aayaa
sau baar aa.nkhe.n kholii.n baalii.n se sar uThaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai haal jaa-e-girya jaan-e-pur-aarzuu kaa
ro.e na ham kabhuu Tuk daaman paka.D kisuu kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aataa hai kis andaaz se Tuk naaz to dekho
kis dhaj se qadam pa.Dtaa hai andaaz to dekho